BHOPAL
Aksar Pooche Jaane Wale Sawal
Price, booking aur service ke baare mein jaankari.
Aapke Sawal, Hamare Jawab
Kuch aur poochna ho to call ya WhatsApp karein
Service ka price kaise pata chalega?
Kaam aur problem dekhne ke baad price clear bataya jata hai. Aap call ya WhatsApp par kaam batayenge to ek andaza bhi mil sakta hai.
Booking kaise karein?
Booking page par form bharein ya 6261366396 par call / WhatsApp karein. Visit ka time phone par confirm hota hai.
Kaun si services milti hain?
Geyser fitting, fan fitting, switch board, inverter installation, LED lighting, house wiring, shop wiring aur electrical repair.
Kya dukaan ki wiring bhi hoti hai?
Haan, ghar ke saath dukaan aur shop ki wiring aur lighting ka kaam bhi kiya jata hai.
Kaunse areas mein service milti hai?
Bhopal ke zyadatar areas mein. Service Areas page dekhein ya apna area WhatsApp par bhejein.
Problem ki photo bhej sakte hain?
Haan, WhatsApp par problem ki photo ya video bhejne se kaam samajhna aasaan ho jata hai.
Aur Sawal Hai?
Seedha baat karein.
6261366396